Vaidhanik Chaitawani:
Ho sakta hai ki ye website padne ke baad aap wahaan nahi rahengey jahaan
aap abhi hain. Aapko pahadi virus bhi lagney ka darr hai.
Ye hai pahadi Wildrift ka chumbak. Chhorr na asaan nahi.
Samajh mein nahi aaya? Kya karein English mein ishq nahi hota.